Author: Satish Sundaresan
“Aadmi tabhie hi bada bantaa hai ... jab bade log ussey milne ka intezaar kare”
“Jitnaa dum aapke ek haath mein nahi hai… utna dum hamari ek unglee mein hai”
“Zindagi ho toh smuggler jaisi ... saari duniya raakh ki tarah niche aur khud dhuen ke tarah oopar”
“Haarne ka darr aur jeetne ki umeed ... in donon ke beech joh ek tension wala waqt hota hai na ... kamaal ka hota hai”
“Raaste ki parwaah karunga toh ... manzil bura maan jayegi”
“Acchai- burai, sahi- galat ek sikkey ke do pehlu hai… na jaane kauna sa pehlu tumhari kismat banjaaye”
“Joh haarta hai… wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai”
“Jo aadmi risk nahi letaa, uskaa sab kuch risky ho jaata hai”
“Jinke apne sapne poore nahi hote naa ... woh dusron ke sapne poore karte hain”
“Mushkil toh yeh hai ki abhi main puri tarah se bhigdaa bhi nahi aur tumne sudharna shuru kar diya”